Privacy Policy

DRAFT: Ye abhi review mein hai, final nahi hai.

Short mein

  • Vote ke liye: ek random device ID aur aapke IP address ka hash. Asli IP kabhi save nahi hota.
  • Show ki application ke liye: jo details aap form mein bharte ho, aur photos.
  • Data sirf show chalane ke liye hai. Kabhi becha nahi jayega.
  • Jo select nahi hue, unka data season khatam hone ke 90 din ke andar delete.
  • Apna data dekhna, theek karwana ya delete karwana ho, toh [email protected] pe likho.

Poori policy neeche English mein hai. Wahi maani jayegi.